@javedkhan1989: Sir ye banda canal rest house k sath mianwali city men imli aaloo bukhara ki rehri lgata he. Waqaee dekhne se to aesey lag rha he k iska sharbat lajwab ho ga.Ajkal garmi k mosam men ye sharbat waqaee kisi naimat se km nhe.enjoy yourself sir.